Lord Shaneswara Aarti In English

 ॥ Lord Shani Bhagavan Aarti Lyrics ॥

Om Jai Jai Shani Maharaj, Swami Jai Shani Maharaj ।
Krupa karo hum din raj par, Dukh hariyo prabhu aaj ॥ Om…… ॥ 1 ॥

Suraj ke tum balak hokar, jag main bade balwan ।
Sab devo main tumhara, pratham maan hai aaj ॥ Om…… ॥ 2 ॥
Vikramraj ko hua ghamend, apane shrethan ka ।

Chaknaachur kiya buddhi ko, hila diya sartaj ॥ Om…… ॥ 3 ॥
Prabhu Ram aur Pandavji ko, bhej diya banwas ।
Krupa hoi jab tumhari, swami bachai unki laaj ॥ Om…… ॥ 4 ॥

Surya sa raja Harichandra ka, bech diya parivar ।
Pas hue jab sat pariksha main, dekar dhan aur raaj ॥ Om…… ॥ 5 ॥

Makhanchor ho Krishna kanhaai, gaiyyan ke rakhwar ।

– Chant Stotra in Other Languages –

Sri Shani Deva Aarti Lyrics » Sanskrit

See Also  Hanuman Ji Ki Aarthi Stotram In English